Aye mujhe, tu nadan yeh dil
kitna intezaar aaj karayega
sama saji hai, aaj mukamal hai
meri duniya, teri intezaar mein..
Bahti dariya ki lhroin se poochna
Inteha kitni deti hai saahil ke intezaar ki
Aaj asma bhi dhoobe-gar ansu-on mein
Tamanna teri lekin, barkara mere dil mein...
Mohabbat, chahne wale ki adat nahi,
mazboori kahlati hai Qalb mein,
Majhdhar par aaj kasti, kinare ki khoj hai
Naraz nazar apki, humari aur kuch roz hai..
Tuesday, March 03, 2009
Posted by ESIH at Tuesday, March 03, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comments:
wah wah wah ...
Post a Comment